SONG: Kyun Pheri Nazar Dekho To Idhar - क्यूँ फेरी नज़र क्यूँ फेरी नज़र

Kyun Pheri Nazar Dekho To Idhar - क्यूँ फेरी नज़र क्यूँ फेरी नज़र

LYRICS:
kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhao na sitam pahle pahle kyun pheri nazar dikhlake jhalak dil chhin liya dikhlake jhalak dil chhin liya aur dil ke bajay dard diya aur dil ke bajay dard diya milte hi nazar kya khub kiya milte hi nazar kya khub kiya tumne ye karam pahle pahle kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhao na sitam pahle pahle kyun pheri nazar dil leke satana thik nahi dil leke satana thik nahi nazro se girana thik nahi nazro se girana thik nahi duniya ye mohabbat mein humne duniya ye mohabbat mein humne rakha hai kadam pahle pahle kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhao na sitam pahle pahle kyun pheri nazar