SONG: Kyun Aise Dekha Aap Ne Deewane Ho Gaye - क्यूँ ऐसे देखा आपने दीवाने हो गये

Kyun Aise Dekha Aap Ne Deewane Ho Gaye - क्यूँ ऐसे देखा आपने दीवाने हो गये

LYRICS:
kyu aise dekha kyu aise dekha aap ne diwane ho gaye hum diwane ho gaye are aapki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye diwane parwane diwane parwane diwane parwane parwane diwane na jane kya ho gaye kyu aise dekha kyu aise dekha aap ne diwane ho gaye hum diwane ho gaye are aapki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye ho aap ka jadu aisa chala bat kare kya dil ki bhala dil se gaye hum ja se gaye dekhe aapke rang naye ada ada me wafa chupi hai wafa ek dhang naye wafa ek dhang naye kyu aise dekha kyu aise dekha aap ne diwane ho gaye hum diwane ho gaye are aapki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye ho do diwane khub mile jaise do mahbub mile husn tera or ishk mera dono jaha me or hai kya dunia ke ab sare najare najar se utar gaye ha najar se utar gaye kyu aise dekha kyu aise dekha aap ne diwane ho gaye hum diwane ho gaye are aapki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye diwane parwane diwane parwane diwane parwane parwane diwane na jane kya ho gaye kyu aise dekha kyu aise dekha aap ne diwane ho gaye hum diwane ho gaye are aapki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye