SONG: Kyu Ye Dil Diwana - क्यूँ ये दिले दीवाना, क्यूँ ये दिले दीवाना

Kyu Ye Dil Diwana - क्यूँ ये दिले दीवाना, क्यूँ ये दिले दीवाना

LYRICS:
kyun ae dile deewana kyun ae dile deewana hai hosh se begana hai hosh se begana kuch ham bhi sunen aake kuch ham bhi sunen aake tu kiska hai deewana kyun ae dil e deewana kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai kiske liye jeeta hai kiske liye marta hai kiske liye marta hai jab koi nahin tera jab koi nahin tera phir kiska hai deewana kyun ae dile deewana aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye aa raat na dhal jaye duniya na badal jaye duniya na badal jaye wo doob chaley tare wo doob chaley tare keh daal ye afsana kyun ae dil e deewana jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune jab aankh mili thi unse ye kyun na kaha tune ye kyun na kaha tune munh pher ke mat jaao munh pher ke mat jaao dil dil ka hai nazrana kyun ae dil e deewana