SONG: Kyu Unhe Dil Diya Haye Ye Kya Kiya - क्यों उन्हें दिल दिया हाय ये क्या किया

Kyu Unhe Dil Diya Haye Ye Kya Kiya - क्यों उन्हें दिल दिया हाय ये क्या किया

LYRICS:
kyu unhe dil diya haye ye kya kiya shishe ko pathar se takra diya kyu unhe dil diya haye ye kya kiya shishe ko pathar se takra diya jinko aata nahi hai wafa ka chalan unse lagi hai lagan thesh lagti hai jis dam to kahta hai man ujade na dil ka chaman pas rah kar sada hai wo humse juda kismat ne ye din bhi dikhla diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadpa diya phir mere dil me jaga mohabbat ka gum ghutne laga mera dam kisne rakha meri zindagi me kadam aur ye kaha tere hum tuhi aye dil bata kisne dekar sada aankho ka paymana chalka diya kaun bhula hua aaj yaad aa gaya ye kisne phir dil ko tadpa diya