SONG: Kyu Rooth Gaye - क्यूँ रूठ गये

Kyu Rooth Gaye - क्यूँ रूठ गये

LYRICS:
humne na koi aisi baat kahi fir bhi na jane kyun tum rooth gaye fir bhi na jane kyun tum rooth gaye dil ne na koi fariyaad ki fir bhi na jane kyun tum chhut gaye fir bhi na jane kyun tum chhut gaye humne na koi aisi baat kahi fir bhi na jane kyun tum rooth gaye fir bhi na jane kyun tum rooth gaye ek chahra jo sath rahta tha par ab wo to nahi aankho ke darmiya jo bhi rishta tha par ab wo to nahi tumhe kah na saku rubaru kyun hai ye jastju ki ab to khwawo me bhi yaado me bhi kho raha tu hubhu tumse na koi farmais ki fir bhi na jane kyun tum gum ho gaye fir bhi na jane kyun tum gum ho gaye dil ne na koi nuamaish ki fir bhi na jane kyun tum kho hi gaye fir bhi na jane kyun tum kho hi gaye fir bhi na jane kyun tum kho hi gaye