SONG: Kyu Pareshan Huye Hamne Dekha Jo Tumhe - क्यूँ परेशान हुए हमने देखा जो तुम्हें

Kyu Pareshan Huye Hamne Dekha Jo Tumhe - क्यूँ परेशान हुए हमने देखा जो तुम्हें

LYRICS:
kyu pareshan hue kyu pareshan hue hamne dekha jo tumhe, kyu pareshan hue man ke bhi meet bane, dil ke bhi mehman hue aji dil ke bhi mehman hue, kyu pareshan hue hamne dekha jo tumhe, kyu pareshan hue ek najar dekh liya ek najar dekh liya isme kya meri khata kuch bigada to nahi apna hi nuksan kiya apna dil tumko diya apna dil tumko diya dil ke tum arman hue aji dil ke tum arman hue kyu pareshan hue hamne dekha jo tumhe, kyu pareshan hue muh se kuch kahte nahi muh se kuch kahte nahi dil me se utar jate ho jane kya bat hai, rah rah ke jo yad aate ho din bhi kuch aise nahi din bhi kuch aise nahi beete hai pahchaan hue ae ji beete hai pahchaan hue kyu pareshan hue hamne dekha jo tumhe, kyu pareshan hue