SONG: Kyu Mere Dil Ko Karaar Aata Nahi - क्यूँ मेरे दिल को करार आता नहीं

Kyu Mere Dil Ko Karaar Aata Nahi - क्यूँ मेरे दिल को करार आता नहीं

LYRICS:
tere pehlu me chala aaya hu mai zinadagi ke gum se ghabraya hua kya kahu tujh bin mera ye haal hai jaise koi phul dundhlaya hua mujhko is duniya me kuch bhata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu kyu mere dil ko karar aata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu meri har ek saans tera geet hai dil nahi ye dhadkano ka saaj hai meri har ek saans tera geet hai dil nahi ye dhadkano ka saaj hai maine vo khamosh nagme sun liye do dilo ki ek hi aawaz hai har taraf sangeet lehrata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu kyu mere dil ko karar aata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu gar khuda bhi dur se aawaz de mai na jau tera daman chhod ke tujhse gar bichdi to mai mar jaugi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuch mera naata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu kyu mere dil ko karar aata nahi ek nazar jab tak na tujhko dekh lu