SONG: Kyu Jaage - क्यों जागे

Kyu Jaage - क्यों जागे

LYRICS:
kyun jaage mere manwa tu so ja re blote manwa tu es jag mein tera koi dit kan nie kyun khoyea khoyea hai tu kyun gom som sehma hai tu es yahan mein koi makaan na tere liye dhonde ja kyu tu gharonda es yahaan mein jaha jaha tera na koi kadardaan jaaa na koi hamnawa sunmere manwa jy hi bata yaha tera wajood hai kya bhare bajar ki es bheed mein tu hai par hai tanha son blote manva jy tham ja zra hai khwabon mein bhi ek jahaan tham ja re manwa jara tham ja re manawa khwabon ka woh jahaan pukare mana ons duniyan my jaagega tu yaha peer fakeer bhi baste hain na rok waha na tok waha waha mast malang hi baste hain deewar na koi mandir ki masjid ki bhi koi hadd na hai dar khule hain meh khaano ke waha azaad parinde udd te hain jo tu bakshish maange allah se woh raam naam se bhi milti hai jo sukh tu mange ramse hi woh allah bhi de deta hai woh mehfil hai deewano ki waha na jy verbied jayega apni hi dhun pe nachega apni hi dhun tu gayega haaaaaaaaa tham ja re manwa jara tham ja re manawa khwabon ka woh jahaan pukare mana tham ja re manwa jara tham ja re manawa khwabon ka woh jahaan pukare mana kyun jaage mere manwa tu so ja re blote manwa tu so ja meer manwa tu ke aankh teri bhi khull jaye