SONG: Kyu Dil Mera Tadpati Hai - क्यूँ दिल मेरा क्यूँ दिल मेरा तड़पाती है

Kyu Dil Mera Tadpati Hai - क्यूँ दिल मेरा क्यूँ दिल मेरा तड़पाती है

LYRICS:
kyu dil mera kyu dil mera tadpaati hai tasweer teri takdeer meri kyu bhuli yaad dilati hai tasweer teri takdeer meri kyu dil mera tadpaati hai tasweer teri takdeer meri ham pahla gam na bhul sake kyu aur jalane aaye ho basti to dil ki ujad chuki kyu ise basaane aaye ho kya mithe khwab dikhati hai tasweer teri takdeer meri kyu dil mera tadpaati hai tasweer teri takdeer meri tum aag laga kar chale gaye ham dhire dhire jalte hai ek huk si man mein uthati hai aankho mein ashk machalte hai kyu baar baar bahkati hai tasweer teri takdeer meri kyu dil mera kyu dil mera tadpaati hai tasweer teri takdeer meri kyu bhuli yaad dilati hai tasweer teri takdeer meri