SONG: Kyu De Gaye Judaai, Kyu Hamse Dil Ko Cheda - क्यूँ दे गये जुदाई, क्यूँ हमसे दिल को छेड़ा

Kyu De Gaye Judaai, Kyu Hamse Dil Ko Cheda - क्यूँ दे गये जुदाई, क्यूँ हमसे दिल को छेड़ा

LYRICS:
kyu de gaye judai kyu de gaye judai kyu hamse dil ko cheda kya hai gunah mera kya hai kasur mera kyu de gaye judai jaye to kidhar jaye majbur ye jawani jaye to kidhar jaye majbur ye jawani sunta nahi hai koi or dard hai kahani tere bagair sajan tere bagair sajan jiwan hua andhera kya hai gunah mera kya hai kasur mera kyu de gaye judai rukti nahi hai mere ashko ki ye rawani rukti nahi hai mere ashko ki ye rawani dil kah raha hai mera aankho se banke pani yu sans tan se nikle yu sans tan se nikle leta hai nam tera kya hai gunah mera kya hai kasur mera kyu de gaye judai kyu de gaye judai kyu hamse dil ko cheda kya hai gunah mera kya hai kasur mera kyu de gaye judai