SONG: Kyu Chale Gaye Us Paar - क्यूँ चले गए उस पार

Kyu Chale Gaye Us Paar - क्यूँ चले गए उस पार

LYRICS:
kyu chale gaye uss paar haan kyu chale gaye uss paar main dukhiyaari gam ki maari main dukhiyaari gam ki maari tadapti rahu din raat ha kyu chale gaye uss paar kyu chale gaye uss paar yaad hai baalamaa ab tak mujhko aap ke mithe bol aap ke mithe bol taj dungi sansaar taj dungi sansaar haan kyu chale gaye uss paar kyu chale gaye uss paar