SONG: Kyu Ankhiya Bhar Aayi Kya Fir Koi Yaad Aaya - क्यूँ अंखियाँ भर आई क्या फिर कोई याद आया

Kyu Ankhiya Bhar Aayi Kya Fir Koi Yaad Aaya - क्यूँ अंखियाँ भर आई क्या फिर कोई याद आया

LYRICS:
kyu ankhiya bhar aayi kya fir koi yad aaya kyu ankhiya bhar aayi bhul sake na hum tumhe or tum to jake bhul gaye bhul sake na hum tumhe or tum to jake bhul gaye ro ro ke kahta hai dil kyu dil ko lagake bhul gaye bhul sake na hum tumhe bewafa ye kya kiya bewafa ye kya kiya dil ke badle gum diya mushkurayi thi ghadi bhar rat din ab ro diya ek palak chanda mera kyu jhalak dikha de bhul gaye bhul sake na hum tumhe or tum to jake bhul gaye bhul sake na hum tumhe konsi thi bairan ghadi wo jabke tujhse uljhe nayan konsi thi bairan ghadi wo jabke tujhse uljhe nayan sukh ke mithe jhule me rum jhun jhum utha tha pagal sa man din sunahahre rate dupahari tum mile mai hui magan aankh khuli to maine dekha dekha tha ek jhutha sapan sapno ke sansar me mera man bharmake bhul gaye bhul sake na hum tumhe or tum to jake bhul gaye bhul sake na hum tumhe