SONG: Kyon Yaad Aa Rahe Hain - क्यों याद आ रहे हैं

Kyon Yaad Aa Rahe Hain - क्यों याद आ रहे हैं

LYRICS:
kyoon yaad aa rahe hain, guzrey huay zamaane ye dukh bhare fasaane, rotay hue taraane kisko suna rahe hain, kyoon yaad rahe hain yoon muskuraa rahe hain, dekho agar to samjho aansu bahaa rahe hain, yoon muskuraa rahe hain dekho agar to samjho, aansu bahaa rahe hain kyoon yaad aa rahe hain, guzrey hue zamaane kyaa baat hai na jaane, kyoon hichkiyon ki lay pe gaate hain gam ke gaane, kyaa baat hai na jaane kyoon hichkiyon ki lay pe, gaate hain gham ke gaane hum bhor ke diye hain, hum bhor ke diye hain bujhte hi jaa rahe hain, kyoon yaad aa rahe hain guzrey huay zamaane