SONG: Kyon Khel Prit Kaa Khelee, Mai Rah Gayee Akelee - क्यों खेल प्रीत का खेली, मैं रह गई अकेली

Kyon Khel Prit Kaa Khelee, Mai Rah Gayee Akelee - क्यों खेल प्रीत का खेली, मैं रह गई अकेली

LYRICS:
kyu khel preet ka kheli main rah gayi akeli balam mere beli tu aa mil, ji udas hai kyu khel preet ka kheli main rah gayi akeli balam mere beli tu aa mil, ji udas hai do din ka wada kar gaye gujare kayi mahine yaad teri hai aisi bairan deti nahi hai jeene waah re balma tune aankhe pheri o sajna o tune aankhe pheri o sajna jaanwaro ne li li main rah gayi akeli tu aa mil, ji udas hai kyu khel preet ka kheli main rah gayi akeli balam mere beli tu aa mil, ji udas hai ek ghadi bhi sukh na dekha tum sang nain mila ke tut gaye sab sapne mere baithi hu chain gawa ke waah ri kismat deti hai wasta tujhko bairiya o deti hai wasta tujhko bairiya ulfat nayi naveli main rah gayi akeli tu aa mil, ji udas hai kyu khel preet ka kheli main rah gayi akeli balam mere beli tu aa mil, ji udas hai