SONG: Kyon Dare Zindagi Se - क्यों डरें ज़िन्दगी से

Kyon Dare Zindagi Se - क्यों डरें ज़िन्दगी से

LYRICS:
kyo daren zindagi mein kya hoga kuch na hoga to tazurba hoga hansti aankho mein jhaank kar dekho koi aansoo kahi chhupa hoga in dino na-ummeed sa hu main shayad usne bhi ye suna hoga dekhkar tumko sochta hu main kya kisi ne tumhen chhua hoga