SONG: Kyo Dil Ki Kali Muskayi - क्यों दिल की कली मुस्काई कहो जी

Kyo Dil Ki Kali Muskayi - क्यों दिल की कली मुस्काई कहो जी

LYRICS:
kyo dil ki kali muskaayi kaho ji hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji kyo dil ki kali muskaayi kaho ji hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji aasha seene mein balkhaye aasha seene mein balkhaye ulfat mein angdaayi ulfat mein angdaayi aao sunaye man ki batiyaa aao sunaye man ki batiyaa bhaag mein aur tanhai suno ji... roop kahe mujhe loot le koi roop kahe mujhe loot le koi julfe fire lehrayi julfe fire lehrayi aankh bechaari lad lad haari aankh bechaari lad lad haari uth na sake sharmaayi hato ji... kyo dil ki kali muskaayi kaho ji hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji laaz sharam mein rahe judaaai laaz sharam mein rahe judaaai teeno hi dukhdaayi teeno hi dukhdaayi hasi khel hai bhed jeevan ke hasne ko duniyaa banayi hato ji... ghayal karke chhod diye dil ghayal karke chhod diye dil chain ki loot machayi chain ki loot machayi hans hans kar hi is duniya mein hans hans kar hi is duniya mein hansi ne bijli giraayi bacho ji... kyo dil ki kali muskaayi kaho ji hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji