SONG: Kyo Dil Humko De Dala - क्यूँ दिल हमको दे डाला

Kyo Dil Humko De Dala - क्यूँ दिल हमको दे डाला

LYRICS:
kyu dil humko de dala janab kahiye mai to hu diwana pahle aap kahiye kyu dil humko de dala janab kahiye mai to hu diwana pahle aap kahiye aye ji kya hume pata ye kaisi chhayi hai ghata tere naino me khumar ki kah bhi daal dildar kar baat ye bahar ki ke pahle pahle pyar ki kya du jawab mai in bato ka kahiye ji mai to hu diwana pahle aap kahiye kyu dil humko de dala janab kahiye mai to hu diwana pahle aap kahiye mai to ek na kahu ji chup chap hi rahu sune jao jhum jhum ke jiya aaj ye kahe ki yu hi dekhta rahe mera yaar ghum ghum ke kya yahi hai tumhara insaf kahiye ji mai to hu diwana pahle aap kahiye kyu dil humko de dala janab kahiye mai to hu diwana pahle aap kahiye kabhi khol ke jiya mai kah dalungi piya ab to tera mera sath hai jaldi kijiye zara ji mera koi faisla uljhana buri baat hai to kya hai dil se dil ka hisab kahiye ji mai to hu diwana pahle aap kahiye kyu dil humko de dala janab kahiye mai to hu diwana pahle aap kahiye