SONG: Kyo Chamke Bijuriya Sawan Ki - क्यों चमके बिजुरियाँ सावन की

Kyo Chamke Bijuriya Sawan Ki - क्यों चमके बिजुरियाँ सावन की

LYRICS:
kyu chamke bijuriya sawan ki kyu chamke bijuriya sawan ki yaad aaye hansi yaad aaye hansi mohe saajan ki ho saajan ki kyu chamke bijuriya sawan ki kyu chamke bijuriya sawan ki main to kho gayi prem ki raaho me piya tham le apni baaho me main to kho gayi prem ki raaho me piya tham le apni baaho me piya tham le apni baaho me main hosh me ab nahi aawan ki main hosh me ab nahi aawan ki yaad aaye hansi yaad aaye hansi mohe saajan ki ho saajan ki kyu chamke bijuriya sawan ki kyu chamke bijuriya sawan ki kaahe kaliyo se liptu ghabrakar kaahe phul ko chumu sharmakar kaahe kaliyo se liptu ghabrakar kaahe phul ko chumu sharmakar kaahe phulo ko chumu sharmakar ye baat nahi batlawan ki ye baat nahi batlawan ki yaad aaye hansi yaad aaye hansi mohe saajan ki ho saajan ki kyu chamke bijuriya sawan ki kyu chamke bijuriya sawan ki