SONG: Kyaa Khoya Kya Paaya - क्या खोया क्या पाया

Kyaa Khoya Kya Paaya - क्या खोया क्या पाया

LYRICS:
khoya kya jo paya hi nahi khoya kya jo paya hi nahi khaali hath ki lakeere hain khaali hath ki lakeere hain kuch likha hi nahi kal jo aayega kal jo ja chuka khoya kya jo paya hi nahi khoya kya jo paya hi nahi khaali hath ki lakeere hain kuch likha hi nahi kal jo aayega kal jo ja chuka khoya kya jo paya hi nahi khoya kya jo paya hi nahi beeta beeta beet chuka beeta beeta beet chuka phir se pal pal beet raha hain phir se pal pal beet raha hain khoya paaya khoj liya sab khoya paaya khoj liya sab o re man khoya kya jo paya hi nahi khoya kya jo paya hi nahi