SONG: Kya Ye Duniya Hai, Zulm Ki Nagri Me Kisi Ka Kaun Sahara Hai - क्या ये दुनिया है, जुल्मी की नगरी में किसी का कौन सहारा है

Kya Ye Duniya Hai, Zulm Ki Nagri Me Kisi Ka Kaun Sahara Hai - क्या ये दुनिया है, जुल्मी की नगरी में किसी का कौन सहारा है

LYRICS:
kya ye duniya hai yahan kar ke bhalai dekh li soch na sakte the jo wo bhi burai dekh li zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai sab to paraye hai jahan me kaun hamara hai sab to paraye hai jahan me kaun hamara hai o o papi ko aram jagat me papi ko aram o o puney wale badanam jagat me puney wale badanam dekh liya sansar yahan ka khel hi nyara hai dekh liya sansar yahan ka khel hi nyara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai o o chhina mera lal jagat ne chhina mera lal mujhse hua hai dur jo meri aankh ka tara hai mujhse hua hai dur jo meri aankh ka tara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai o o anyayi ki jit yaha par anyayi ki jit o o roti sachhi prit yahan par roti sachhi prit sunte ho bhagawan yahi insaf tumhara hai sunte ho bhagawan yahi insaf tumhara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai sab to paraye hai jahan me kaun hamara hai zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai