SONG: Kya Yahee Javanee Hai - क्या ये ही जवानी हैं

Kya Yahee Javanee Hai - क्या ये ही जवानी हैं

LYRICS:
kya ye hi jawani hai kya ye hi jawani hai har din hai nikhra hua har din hai nikhra hua har raat suhani hai kya ye hi jawani hai main gairo se kyun puchhu main apno se kyun puchhu main gairo se kyun puchhu main apno se kyun puchhu aaina jo kahta hai aaina jo kahta hai tu husn ki rani hai tu husn ki rani hai kya ye hi jawani hai kya kahu ke kaun aa kar kya kahu ke kaun aa kar sapno me bulata hai kya kahu ke kaun aa kar sapno me bulata hai khulte hi meri aankhe khulte hi meri aankhe jane kahan jata hai jane kahan jata hai ye meri kahani hai ye meri kahani hai kya ye hi jawani hai jate huye bachpan se aate huye yauvan se jate huye bachpan se aate huye yauvan se dono se main kahti hu dono se main kahti hu ye dil ki nayi hai duniya ye dil ki nayi hai duniya ab kaise basani hai ab kaise basani hai kya ye hi jawani hai kya ye hi jawani hai