SONG: Kya Soch Rahe Ho Tum Nahi Kuch Nahi - क्या सोच रहे हो तुम नहीं कुछ नहीं

Kya Soch Rahe Ho Tum Nahi Kuch Nahi - क्या सोच रहे हो तुम नहीं कुछ नहीं

LYRICS:
kya soch rahe ho tum nahi kuch nahi sochta hu ki tumhe maine kahi dekha hai yaad karta hu magar yaad nahi aata mere humraj mujhe tumne vahi dekha hai dil jaha hosh me reh kar bhi behek jata hai jane kya baat hai hum jab mila karte hai dil me chupke se koi chot ubhar aati hai dil se dil milte hai afsane bana karte hai or takdir mohabbat ki savar jati hai apne chehre pe mere khawabe paresha ki tarah aaj in reshmi julfo ko machal jane do dil me uthte hue jazbaat ke tufa ki tarah aaj har khawab hakikat me badal jane do vo jo ehsaas tha halka sa ke tum gair nahi aaj vo ek yaki banta sa nazar aata hai kho diya jo kabhi yaad ki surat me kahi aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai