SONG: Kya Soch Ke Banayi Tumne Duniya Ramji (Pyasi Hi Reh Gayi) - क्या सोच के बनाई तुमने दुनिया रामजी (प्यासी ही रह गई)

Kya Soch Ke Banayi Tumne Duniya Ramji (Pyasi Hi Reh Gayi) - क्या सोच के बनाई तुमने दुनिया रामजी (प्यासी ही रह गई)

LYRICS:
pyasi hi rah gayi piya milan ko ankhiya ramji kya soch ke banai tumne duniya ramji banai tumne duniya ramji pyasi hi rah gayi piya milan ko ankhiya ramji kya soch ke banai tumne duniya ramji banai tumne duniya ramji tum chhupe chhupe kya likh dete ho sabke bhag mein tum chhupe chhupe kya likh dete ho sabke bhag mein paida karte ho tum jisko jalta hai aag mein paida karte ho tum jisko jalta hai aag mein man hi mein rah jati hai man ki batiya ramji kya soch ke banai tumne duniya ramji banai tumne duniya ramji jane kya sukh deta tumko sanso ka tutna jane kya sukh deta tumko sanso ka tutna jane kab chhodoge apne pyaro ko lutna jane kab chhodoge apne pyaro ko lutna is aag mein kabhi to dalo paniya ramji kya soch ke banai tumne duniya ramji banai tumne duniya ramji