SONG: Kya Se Kya Ho Gaya, Bewafa Tere Pyar Me - क्या से क्या हो गया, बेवफ़ा तेरे प्यार में

Kya Se Kya Ho Gaya, Bewafa Tere Pyar Me - क्या से क्या हो गया, बेवफ़ा तेरे प्यार में

LYRICS:
kya se kya ho gaya, bewafa tere pyar me chaha kya kya mila, bewafa tere pyar me chalo suhana bharam toh tuta, jana ke husn kya hain chalo suhana bharam toh tuta, jana ke husn kya hain kahti hain jisko pyar duniya, kya chij kya bala hain dil ne kya naa saha, bewafa tere pyar me chaha kya kya mila, bewafa tere pyar me tere mere dil ke bich abb toh, sadiyo ke fasale hain tere mere dil ke bich abb toh, sadiyo ke fasale hain yakin hoga kise ke ham tum, ek raah sang chale hain hona hai aur kya, bewafa tere pyar me kya se kya ho gaya, bewafa tere pyar me chaha kya kya mila, bewafa tere pyar me