SONG: Kya Sath Mera Doge Tum Pyar Ki Raaho Me - क्या साथ मेरा दोगे तुम प्यार की राहों में

Kya Sath Mera Doge Tum Pyar Ki Raaho Me - क्या साथ मेरा दोगे तुम प्यार की राहों में

LYRICS:
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me jina tere kadmon me marna teri bahon me kya sath mera doge tum pyar ki rahon me jina tere kadmon me marna teri bahon me kya sath mera doge kahdo ki na badloge tum apne irade ko kahdo ki na badloge tum apne irade ko likha hua dil par hai is pyar ke wade ko aati hai nazar dil ki taswir nigahon me jina tere kadmon me marna teri bahon me kya sath mera doge ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga hamse to nahin hoga auron se hua hoga bhule hain ye nagma badlega na ahon me jina tere kadmon me marna teri bahon me kya sath mera doge tum pyar ki rahon me jina tere kadmon me marna teri bahon me kya sath mera doge