SONG: Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Jiwan Ki Kise Pahchan - क्या सच है क्या झूठ है जीवन की किसे पहचान

Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Jiwan Ki Kise Pahchan - क्या सच है क्या झूठ है जीवन की किसे पहचान

LYRICS:
kya sach hai kya jhuth hai kya sach hai kya jhuth hai jiwan ki kise pahchan samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai jaise rat ke andar koi angara rah jata hai jalne ke liye mom samarpan me bhi to vidroh panapta rahta hai mitne ke liye jani kisne peed parayi khilne se pahle murjhai adhro ki muskan samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai jiwan ki kise pahchan samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai jina bas ki bat nahi hai marne ka adhikar nahi chalna hai badi sanso par pahra baitha hai jine me bhi sar nahi tuti hai kadi jhuthe rishte nate sare apne hi sapno se hare uljhan me hai pran samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai jiwan ki kise pahchan samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai jiwan hai ek lakshman rekha jisne na isko dekha girta hi gaya kashturi marig ki tarah bhagta wo jungle jungle gira hi gaya puri na hoti hai chahi kitni anjani hai rahe manjil hai anjan samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai kya sach hai kya jhuth hai kya sach hai kya jhuth hai