SONG: Kya Sach Hai Kasam Wo Bhulane Lage Hai - क्या सच है कसम वो भुलाने लगे हैं

Kya Sach Hai Kasam Wo Bhulane Lage Hai - क्या सच है कसम वो भुलाने लगे हैं

LYRICS:
kya sach hai kasam wo, bhulane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain kya sach hai kasam wo, bhulane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain kasam wo jo hatho ko hatho me lekar mujhe wasta apni ulfat ka dekar nibhane ka wada bhulane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain kya sach hai kasam wo, bhulane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain kasam wo jo aankho ko, aankho me dale kasam wo jo aankho ko, aankho me dale ye kahte the rah rah ke, apna bana le ye kahte the rah rah ke, apna bana le mujhe mere sathi mitane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain kya sach hai kasam wo, bhulane lage hain bhulane lage hain, mitane lage hain