Kya Pataa LyricsDrishyam
LYRICS:
Kya Pataa
Lyrics Khamosh rehne mein dum ghutta hai Aur bolne se zabaan chhilti hai Darr lagta hai nange paaon mujhe Koi kabr paaon tale hilti hai Paresaan hoon zindagi se Kya pataa kab kahaan
se, maaregi zindagi Kya pataa kab kahaan
se, maaregi zindagi Bas ke main zindagi se darta hoon Bas ke main zindagi se darta hoon Maut ka kya hai..Ek baar maaregi..Dhool udne lagti hai jab shaam ki Sab kaanch bhar jaate hain gard se Main darta hoon Main darta hoon Dil jab dhadakne se thakne lage
Neend aane lagti hai tab dard se Anjaan hoon zindagi se Kya pata kab kahaan
se maaregi zindagi Kya pata kab kahaan
se maaregi zindagi Bas ke main zindagi se darta hoon Bas ke main zindagi se darta hoon Maut ka kya hai..Ek baar maaregi..Written by:Gulzar More Songs