SONG: Kya Mausam Aaya Hai - क्या मौसम आया है

Kya Mausam Aaya Hai - क्या मौसम आया है

LYRICS:
kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo ki gali git gaye nadiya lehro me hai sargam hai ghata diwani bundo me hai chham chham kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo ki gali git gaye nadiya lehro me hai sargam hai ghata diwani bundo me hai chham chham kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai mehlo ki rani dukh se begani lag jaye naa dhup tujhe uda uda jau sabko batayu dhup lage hai chhav mujhe mehlo ki rani dukh se begani lag jayey naa dhup tujhe uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe kanto se ho jaye panv naa ghayal, kanto pe nachungi bandhke mai payal ghar nahi hai yeh toh kutiya hamari hai yeh teri katiya toh mehlo se pyari hai kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo ki gali git gaye nadiya lehro me hai sargam hai ghata diwani bundo me hai chham chham kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai behte pawan ke ujale gagan ke ji karta hai sath chalu chikani dagar hai girne kaa dar hai tham ke tera hath chalu behte pawan ke ujale gagan ke ji karta hai sath chalu chikani dagar hai girne kaa dar hai tham ke tera hath chalu dharti pe bikhre hai os ke moti, yeh teri boli toh sur naye piroti dard kaa wo aangan mai chhod ke aayi, kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai purab se mastani purwai chali, khushbu se mehaki hai phulo ki gali git gaye nadiya lehro me hai sargam hai ghata diwani bundo me hai chham chham kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai