SONG: Kya Mathura Jau Kyo Gokul Dekhu (2) - क्या मथुरा जाऊ क्यों गोकुल देखू (2)

Kya Mathura Jau Kyo Gokul Dekhu (2) - क्या मथुरा जाऊ क्यों गोकुल देखू (2)

LYRICS:
kya gokul dekhu mai kya mathura jaau kya gokul dekhu mai kya mathura jaau mera murli bala yahan hai murli bala yahan hai kya gokul dekhu mai kya mathura jaau kya dharti mata kya ganga maiya kya dharti mata kya ganga maiya in sabse badi meri maa hai sabse badi meri maa hai kya dharti mata kya ganga maiya tu meri mamta ki tashveer hai mere raja tu meri mamta ki tashveer hai mere raja tu meri muskati taqdeer hai mere raja ye nata tere mera yug yug se amar hai raja kya gokul dekhu mai kya mathura jaau mera murli bala yahan hai murli bala yahan hai kya gokul dekhu mai kya mathura jaau maa tera duniyan mai darja hai sabse uncha maa tera duniyan mai darja hai sabse uncha maine to eshwer ko maa tere roop mai dekha tera hun mai pujari , karta hu teri pooja kya dharti mata kya ganga maiya in sabse badi meri maa hai kya dharti maata kya ganga maiya aa munne mai apni palkon mai chupa lu tujhko aa munne mai apni palkon mai chhupa lu tujhko tu mera jeevan hai seene se laga lu tujhko maa teri charnon ki dhul bhi pyari mujhko kya gokul dekhu mai kya mathura jaau mera murli bala yahan hai murli bala yahan hai kya gokul dekhu mai kya mathura jaau