SONG: Kya Mast Hawaye Hai - क्या मस्त हवाये है क्या मस्त हवाये है

Kya Mast Hawaye Hai - क्या मस्त हवाये है क्या मस्त हवाये है

LYRICS:
kya mast hawaye hai kya mast hawaye hai dali dali par haye sajani najuk adaye hai dali dali par haye sajani najuk adaye hai haste huye tare hai haye sajan haye sajan haste huye tare hai chand se hans hans kar karte ye ishare hai chand se hans hans kar karte ye ishare hai hum chand ko kya jane ab chand ko kya jane dekh chuke tumko haye sajani ab usko kya mane dekh chuke tumko haye sajani ab usko kya mane ek bat main karti hun haye sajan haye sajan ek bat main karti hun bhed na khul jaye is bat se darti hun bhed na khul jaye is bat se darti hun fir mast hawa aai haye sajan haye sajani fir mast hawa aai do dil bund se ek hal bana lai do dil bund se ek hal bana lai