SONG: Kya Main Tum Se - क्या मेरे दिल की तन्हाई

Kya Main Tum Se - क्या मेरे दिल की तन्हाई

LYRICS:
kya mere dil ki tanhayi tumhe chhu ke sharmayi kya main tumse kah du kyu naye khabo ke saaye meri aankhe me lahraye kya main tumse kah du kyu koi resham resham hath chhede mithi dhun me raag main pighal jaati hu tham jata hai pal yu har ek pal kyu naya lagta hai aakash kuch karti hu talash kya main tumse kah du kyu mujhe hota hai ehsaas ke tum ho bilkul paas kya main tumse kah du kyu tumhe dekhu to har baar meri saanso me sitar kai baj uthte hai saj jata hai tan banke dulhan kuch din se kyu yahi aata hai khayal ki sitaro ki ye sham yu main odhu jaise har sitara ho tum ke tum pahli subah ho, meri raato ki ke tum pahli wajah ho, meri baato ki ha pahli kasak ho meri dhadhkan ki ha tum pahli jhalak ho diwanepan ki main kahin shabnam me khoyi thi kali jaise koi mujhe pa liya tumne dil aangan tha benisha dhundhla tha har sama roshan kiya tumne