SONG: Kya Lutf Hai Jeene Me - क्या लुफ़त है जीने में

Kya Lutf Hai Jeene Me - क्या लुफ़त है जीने में

LYRICS:
kya lutf hai jeene mein kya lutf hai jeene mein kyun judaa rahkar haay saajan saawan ke maheene mein kya lutf hai jeene mein kya lutf hai jeene mein kya lutf hai jeene mein saja sanwra hai hota hai kahaan sajni ee haay sajni se juda bhanwra phoolon se judaa bhanwra aa tum nainon mein aa jaao aao naa main band karoon aankhen tum dil mein samaa jaao tum dil mein samaa jaao nainon mein aa jaao kya dil ne kaha dekho tum tum na rahi sajni main main na raha dekho tum tum na rahi sajni ee main main na raha dekho kya lutf hai jeene mein kya lutf hai jeene mein haay saajan haay sajni tumse judaa rahkar saawan ke maheene mein kya lutf hai jeene mein kya lutf hai jeene mein