SONG: Kya Likhu Kaise Likhu Likhne Ke Bhi Kabil Nahi - क्या लिखूँ कैसे लिखूँ लिखने के भी क़ाबिल नहीं

Kya Likhu Kaise Likhu Likhne Ke Bhi Kabil Nahi - क्या लिखूँ कैसे लिखूँ लिखने के भी क़ाबिल नहीं

LYRICS:
kya likhu kaise likhu likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi yu samajh lije ke main patthar hu mujh me dil nahi, dil nahi kya likhu kaise likhu likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi har kadam par aapne samjha sahi maine galat har kadam par aapne samjha sahi maine galat ab safai pesh karke bhi koi hasil nahi, hasil nahi yu samajh lije ke main patthar hu mujh me dil nahi, dil nahi is tarah badhti gayi kuch raste ki uljhne is tarah badhti gayi kuch raste ki uljhne samne manjil thi main kahti rahi manjil nahi, manjil nahi kya likhu kaise likhu likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi main ye manu ya na manu, dil mera kahne laga main ye manu ya na manu, dil mera kahne laga ab meri najdikiyo me duriya shamil nahi, shamil nahi kya likhu kaise likhu likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi