SONG: Kya Kya Naa Log Chal Base - क्या क्या ना लोग चल बसे

Kya Kya Naa Log Chal Base - क्या क्या ना लोग चल बसे

LYRICS:
kya kya na log chal base kya kya na log chal base shauk-e-jamal-e-yaar me humse hazaaro mit gaye humse hazaaro mit gaye halat-e-intzaar me puri tarah khile na phul rah gayi dil me hasrate rah gayi dil me hasrate baag hi sara jal gaya baag hi sara jal gaya aag lagi bahar me kya kya na log chal base shauk-e-jamal-e-yaar me fiki padi hai chandni tare bhi jhilmilate hain tare bhi jhilmilate hain sab hain najar me bekarar sab hain najar me bekarar dil jo nahi karar me kya kya na log chal base shauk-e-jamal-e-yaar me mit bhi gaye to kya hua maut hai ek zindagi maut hai ek zindagi ek naam aur badh gaya ek naam aur badh gaya duniya ki yaadgar me kya kya na log chal base shauk-e-jamal-e-yaar me