SONG: Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye - क्या क्या ना सितम तुझ पर हुए

Kya Kya Na Sitam Tujhpe Huye - क्या क्या ना सितम तुझ पर हुए

LYRICS:
kya kya na sitam tujhpe huye mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye kya kya na sitam tujhpe huye mahlo ki rani kismat ne likhi aansuo se teri kahani o mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye itni badi duniya me bhi koi nahi tera itni badi duniya me bhi koi nahi tera ya thokar kismat ki hai ya gham ka andhera haye ya gham ka aandhera is duniya ne ab tujhe mitane ki hai thani kismat ne likhi aansuo se teri kahani o mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye aansu tere hansti huyi kaliyo ko rula de aansu tere hansti huyi kaliyo ko rula de aahe teri aakash ke pardo ko hila de pardo ko hila de nadan tha vo jisne teri ek na mani kismat ne likhi aansuo se teri kahani o mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye aankhe teri benur huyi dil tera tuta aankhe teri benur huyi dil tera tuta bhagwan ke hote huye sansar ne luta sansar ne luta duniya me kisi ne bhi teri kadar na jani kismat ne likhi aansuo se teri kahani o mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye kismat ne likhi aansuo se teri kahani o mahlo ki rani kya kya na sitam tujhpe huye