SONG: Kya Khubi Ki Bhagwan Ne Insan Banake - क्या खूबी की भगवान ने इंसान बनाके

Kya Khubi Ki Bhagwan Ne Insan Banake - क्या खूबी की भगवान ने इंसान बनाके

LYRICS:
kya khubi ki bhagwan ne insan banake kya khubi ki bhagwan ne insan banake insan ko bhagwan ki pahchan karake kya khubi ki bhagwan ne kya khubi ki bhagwan ne insan banake insan ko bhagwan ki pahchan karake kya khubi ki bhagwan ne paida kiya mohan ne mrityulok me mohan dono ke chale chakkr charkha or sudarshan mohan ne murli tan se dunia ko lubhaya bapu ne mantar ahinsa se jag ko jhukaya aazad kiya hind aazad kiya hind bina khun bahake kya khubi ki bhagwan ne insan banake kya khubi ki bhagwan ne aazad kiya hind aazad kiya hind bina khun bahake kya khubi ki bhagwan ne insan banake kya khubi ki bhagwan ne kya khubi ki bhagwan ne insan banake insan ko bhagwan ki pahchan karake kya khubi ki bhagwan ne gopal banke gauo ko van me charaya hari se harijan ko mohan ne milaya isne diya hai ekta aur prem ka vardan samjho to ye insan hai samjho to bhagwan kya khubi ki bhagwan ne insan banake insan ko bhagwan ki pahchan karake kya khubi ki bhagwan ne kya khubi ki bhagwan ne insan banake insan ko bhagwan ki pahchan karake kya khubi ki bhagwan ne