SONG: Kya Khabar Thi, Vo Din Kahan Gaye Bata - क्या खबर थी, वो दिन कहाँ गए बता

Kya Khabar Thi, Vo Din Kahan Gaye Bata - क्या खबर थी, वो दिन कहाँ गए बता

LYRICS:
kya khabar thi ke mohabbat me ye din aate hai jise hum apna banate hai, wo tadapate hai wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar me pyar tha, pyar tha wo din kahan gaye bata maine to kuch kaha nahi jo yu nigahe pher li maine to kuch kaha nahi wo raat yaad hai yahi, kissa hua tha pyar ka wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata aankho me nind thi magar soye nahi the raat bhar aankho me nind thi magar soye nahi the raat bhar dil ko laga hua tha dar haye savera ho gaya wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar me pyar tha, pyar tha wo din kahan gaye bata