SONG: Kya Karte Ho

Kya Karte Ho

LYRICS:
kya karte ho koi dekh lega kya karte ho koi dekh lega dekhne do koi kya kar lega dar lagta hai chodhwa saal hai jhuth naa jhuth naa bolo solwa saal hai kyu phir itni doori kyu phir itni doori dil ka mamla hai dil ka mamla hai doori abhi jaroori dil ka mamla hai chalo jheel me nahaye kachua kaat lega jhadiyo me chup jaye bichua kaat lega chalo jheel me nahaye kachua kaat lega jhadiyo me chup jaye bichua kaat lega who dekho phool pe bhawra kya karta hai tum jaisa premi hai roop ppe marta hai jabhi dekho phool ke pass gumta hai aao batao bhawra phool ko kaise chumta hai samjho tum majboori dil ka mamla hai doori abhi jaroori dil ka mamla hai us parwat par jo mandir hai us parwat par jo mandir hai ek gufa uske ander hai ek bhut waha par rahta hai premiyo ko kuch nahi khata hai hm hai premi kaise batlayege ek dooje se leepatjayege hansrat karege puri hansrat karege puri doori abhi jaroori dil ka mamla hai