SONG: Kya Kahne Masha Allah Nazar Teer Aapki (Solo) - क्या कहने माशा अल्लाह, नज़र तीर आपकी

Kya Kahne Masha Allah Nazar Teer Aapki (Solo) - क्या कहने माशा अल्लाह, नज़र तीर आपकी

LYRICS:
kya kahne masha allah, nazar teer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah chehra suhana pyar ki roshan kitab hai bijli bhi jisko pa na saki wo shabab hai aata hai roz pujne suraj kadam ko chumne dene ko hum bhi aa gaye dil ka jawa gulaab oye wallah kya hasin hai tasir aapki oye wallah kya hasin hai tasir aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah pyara pyara haye ghunghat tumhara bahar hai dil ka ye tara, aisi adaa par nisar hai chandi se gore hath me mehandi rachi suhag ki kis ke liye wo najami itni saji hui haay dulhan bani hai aaj to takdir aapki haay dulhan bani hai aaj to takdir aapki ji chahta hai ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki ji chahta hai ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah