SONG: Kya Kahne Masha Allah Nazar Teer Aapki (Duet) - क्या कहने माशा अल्लाह नज़र तीर आपकी

Kya Kahne Masha Allah Nazar Teer Aapki (Duet) - क्या कहने माशा अल्लाह नज़र तीर आपकी

LYRICS:
kya kahne masha allah in par to umeed se bhi jyada asar ho gaya hai kya kahne masha allah, nazar teer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki kya kahne masha allah, nazar teer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah hum shahjaade prem nagar ke naaz hai dil me humaare tere hi dil ki awaaz hai hontho pe tera naam hai ye raag ek payaam hai chal de yaha se dur hum dhunda kare waha kaatil adaa hai aaj bhi dilgir aapki kaatil adaa hai aaj bhi dilgir aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah samjho khudara ab to ishara pyaar ka tufa me paya humne kinara pyaar ka saiyaad gam ki dhul hai kaanto me tu hi phul hai kehti hai meri aarzu ae mere raajdaar oye dil ka karaar ban gayi ranveer aapki oye dil ka karaar ban gayi ranveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah ye bhi khabar hai tum ho kisi ki jaaneman fir bhi humara dil hai diwana gulbadan pyaase dilo ki aas ho tum dur rehke paas ho logo ke dil ka chain ho aur dil ki ho pukaar oye laai humko khich kar taasir aapki oye laai humko khich kar taasir aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah nazar teer aapki kya kahne masha allah nazar teer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki ji chahta hai khich lu tasveer aapki kya kahne masha allah