SONG: Kya Humse Hua Kasoor - क्या हमसे हुआ कसूर

Kya Humse Hua Kasoor - क्या हमसे हुआ कसूर

LYRICS:
kya humse hua kasur kya humse hua kasur nazro se kyu gira diya nazro se kyu gira diya puchha kabhi na haal-e-dil puchha kabhi na haal-e-dil aur sitam bada diya aur sitam bada diya kya murda dil ki zindagi kya murda dil ki zindagi hotho pe aaye kya hansi o hotho pe aaye kya hansi meri umange chhin li meri umange chhin li tasvir gham bana diya tasvir gham bana diya daman-e-dil hai pukarta daman-e-dil hai pukarta khud pe nahi hai ekhtiyar khud pe nahi hai ekhtiyar dil se ye kah raha hai pyar dil se ye kah raha hai pyar tumne hume bhula diya tumne hume bhula diya kya humse hua kasur nazro se kyu gira diya