SONG: Kya Hua Yaad Nahi, Kaise Hua Yaad Nahi - क्या हुआ याद नहीं कैसे हुआ याद नहीं

Kya Hua Yaad Nahi, Kaise Hua Yaad Nahi - क्या हुआ याद नहीं कैसे हुआ याद नहीं

LYRICS:
kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi kya huya yaad nahi hum wahi aap wohi hum wahi aap wohi phir bhi ye anjanapan aapne aud liya kyu ye udasi ka kafan kab huyi kisse huyi kaisi khata yaad nahi ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi kya huya yaad nahi aap badle to fija rang badal jayegi lab pe roki hai jo wo aahe nikal jayegi aap badle to fija rang badal jayegi lab pe roki hai jo wo aahe nikal jayegi aap kyu aaj hai humse sabse khafa yaad nahi ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi kya huya yaad nahi kaise huya yaad nahi ab mujhe kuch bhi mohabbat ke siva yaad nahi kya huya yaad nahi yaad nahi yaad nahi