SONG: Kya Ho Gaya Kya Ho Gaya - क्या हो गया क्या हो गया

Kya Ho Gaya Kya Ho Gaya - क्या हो गया क्या हो गया

LYRICS:
kya ho gaya, kya ho gaya ye kya ho gaya kya ho gaya, kya ho gaya ye kya ho gaya aasmaan dharti par tuta, dharti ghusi paataal me aasmaan dharti par tuta, dharti ghusi paataal me saari duniya aaj sulagti dhu dhu karti jwaal me saari duniya aaj sulagti dhu dhu karti jwaal me kya ho gaya, kya ho gaya ye kya ho gaya panchhi to kat gaya pankh se sheetal jal gaya thaam panchhi to kat gaya pankh se sheetal jal gaya thaam machhli ne pi liya samunder nadiya dubi naav me machhli ne pi liya samunder nadiya dubi naav me kya ho gaya, kya ho gaya ye kya ho gaya suraj ko jugnu ne nigla dhup ko nigal gayi chhaya suraj ko jugnu ne nigla dhup ko nigal gayi chhaya chanda ko jarre ne chhupaya mithe se kadva paya andhi ko deepak ne bujhaya sab ke sab ulti maaya aasmaan waale ho aasmaan waale haay aasmaan waale teri dharti ko choti ne khaya kya ho gaya, kya ho gaya ye kya ho gaya