SONG: Kya Hawa Chali Baba Ritu Badli - क्या हवा चली बाबा रुत बदली

Kya Hawa Chali Baba Ritu Badli - क्या हवा चली बाबा रुत बदली

LYRICS:
kya hawa chali baba rut badli o baba kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali kya hawa chali baba rut badli shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali kya hawa chali baba o baba rut badli ho baba pahle log mar rahe the bhukh se abhaw se pahle log mar rahe the pahle log mar rahe the bhukh se abhaw se ab kahin ye mar na jaye apni khaw khaw se are mithi baat kadwi lage galiya bhali kya hawa chali kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali kya hawa chali o baba aaj to jahan ki ulti har ek bat hai, ulti har ek bat hai are hum jo kahe din hai bhai log kahe rat hai, log kahe rat hai ret me bhi khil rahi hai pyar ki kali kya hawa chali kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali kya hawa chali o baba aam me uge khazur neem me fale hai aam aam me uge khazur aam me uge khazur neem me fale hai aam dakuo ne jog liya chor bhaje ram nam hosh ki dawa karo miya fazal ali kya hawa chali kya hawa chali re baba rut badli shor hai gali gali sau-sau chuhe khaike billi haz ko chali kya hawa chali baba ho baba rut badli o baba