SONG: Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota Kya Hasino Ko Pyar Nahi Hota - क्या हसीनों का दिल नहीं होता क्या हसीनो को प्यार नहीं होता

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota Kya Hasino Ko Pyar Nahi Hota - क्या हसीनों का दिल नहीं होता क्या हसीनो को प्यार नहीं होता

LYRICS:
skya hasino ka dil nahi hota, kya hasino ko pyar nahi hota ye jhuth har sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishk ke bimar kya hasino ka dil nahi hota, kya hasino ko pyar nahi hota ye jhuth har sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishq ke bimar dhadkata hai dil machalta hai dil ye fir bhi na muh se mane ye dekhe udhar ishara idhar hum inki najar pahchane kya bekarar ye nahi hote, kya chup chup ye nahi hote ye jhuth har sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishq ke bimar kya hasino ka dil nahi hota, kya hasino ko pyar nahi hota ye jhuth har sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishq ke bimar jane bhi do ye juthi akad ab hamko apna bana lo aji mudke jara aji badhke jara pyar se hath milalo kya tumse kasur nahi hota, kya dil majbur nahi hota ye jhuth har sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishq ke bimar kya hasino ka dil nahi hota, kya hasino ko pyar nahi hota ye jhuth hai sarasar banawat banawat ye bhi hote hai ishq ke bimar