SONG: Kya Hal Sunaye Dil Ka Tumhe - क्या हाल सुनाए दिल का तुम्हे

Kya Hal Sunaye Dil Ka Tumhe - क्या हाल सुनाए दिल का तुम्हे

LYRICS:
kya haal sunaaye dil ka tumhe kya haal sunaaye dil ka tumhe aabaad bhi hai barbaad bhi hai aabaad bhi hai barbaad bhi hai tum jaane lage yeh rone laga tum jaane lage yeh rone laga par yaad nahi par yaad bhi hai par yaad nahi par yaad bhi hai kya haal sunaaye dil ka tumhe kya haal sunaaye dil ka tumhe aabaad bhi hai barbaad bhi hai hans hans ke mohabbat kehti hai hans hans ke mohabbat kehti hai mujh mein hi judaai rehti hai mujh mein hi judaai rehti hai kismat ka yaha tha afsaana kismat ka yaha tha afsaana kuch bhool gaye kuch yaad bhi hai kuch bhool gaye kuch yaad bhi hai kya haal sunaaye dil ka tumhe aabaad bhi hai barbaad bhi hai aabaad bhi hai barbaad bhi hai yaad aaane lagi to aati gayi yaad aaane lagi to aati gayi jo bhool gaya to bhool gaya jo bhool gaya to bhool gaya duniyaa ke jhamelo se yeh dil duniyaa ke jhamelo se yeh dil aazad nahi aazad bhi hai aazad nahi aazad bhi hai