SONG: Kya Dil Me Chhupa Hai Tere - क्या दिल में छिपा हैं तेरे ये तो बता

Kya Dil Me Chhupa Hai Tere - क्या दिल में छिपा हैं तेरे ये तो बता

LYRICS:
kya kya kya kya dil me chhipa hai tere ye to bata kya dil ne kaha hai tere humse na baat chhhupa chhip chhip chhip koi man me jo dole re pal pal pla jiya khaye jhakole re mujhko ye kya ho gaya aa man ki tu kya baat puchhe o matware dil se jane kaun karta aaj ishare o o o aa aa sajaniya pass hans ke nain mila le humko teri ye adayein maar na dale chhip chhip chhip koi man me jo dole re pal pal pal jiya khaye jhakole re mujhko ye kya ho gaya aa gori tere din rangile chanchal ratiya karle humse do ghadi do mithi batiya o o o aa mithi mithi aag si ek man me bhadke jane tujhse baat karte dil kyu dhadke kya kya kya kya dil me chhipa hai tere ye to bata kya dil ne kaha hai tere humse na baat chhhupa aa ghir ghir badra chha rahe wo mast khiwaiya tan man mera dolta jo dole naiya o o o aa hilmil mauje gaa rahi sun raag suhana tu bhi nadiya pyar ki ban bahti jana chhip chhip chhip koi man me jo dole re pal pal pal jiya khaye jhakole re mujhko ye kya ho gaya