SONG: Kya Bura Kiya - क्या बुरा किया

Kya Bura Kiya - क्या बुरा किया

LYRICS:
aankho me shole hai jalta badan sanso me garmi seene me agan aankho me shole hai jalta badan sanso me garmi seene me agan tujhe yaad kiya kya bura kiya tera naam liya kya bura kiya tere khatir jaan gawayi kya bura kiya, kya bura kiya ishq kiya kya bura kiya ishq kiya kya bura kiya tera husn jwala bahti madhushala bahka bahka har peene wala teri aankho se hai nasha kiya teri yaado ko hai juda kiya kya bura kiya, kya bura kiya, hai bura kiya tujhe yaad kiya kya bura kiya tera naam liya kya bura kiya teri mast jawani kar de diwani tera kata mange kabhi na pani teri mast jawani kar de diwani tera kata mange kabhi na pani teri mast ada ne hila diya tune jahar ka pani pila diya kya bura kiya, kya bura kiya hai bura kiya, kya bura kiya ishq kiya kya bura kiya ishq kiya kya bura kiya tujhe yaad kiya kya bura kiya tera naam liya kya bura kiya