SONG: Kya Batayen Hame Kya Yaad Hai Kya Bhool Gaye - क्या बताएं हमें क्या याद हैं

Kya Batayen Hame Kya Yaad Hai Kya Bhool Gaye - क्या बताएं हमें क्या याद हैं

LYRICS:
kya bataayen hame kya yaad hain kya bhul gaye kya bataayen hame kya yaad hain kya bhul gaye baaki jo kuchh tha muhabbat-e-siva bhul gaye kya bataye kya bataye ek hi shahar me rahte hain, magar milte nahi ek hi shahar me rahte hain, magar milte nahi khub ye rashm-e-vafa hain ki vafa bhul gaye khub ye rashm-e-vafa hain ki vafa bhul gaye kya bataye kya bataye kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz kya tabibo se bhala hota, gam-e-dil ka ilaaz dekhkar haalat-e-bimaar dava bhul gaye dekhkar haalat-e-bimaar dava bhul gaye kya bataye kya bataye ashq aisa bhi hua raah-e-vafa me aksar ashq aisa bhi hua raah-e-vafa me aksar dhundane nikle unhe apna pata bhul gaye dhundane nikle unhe apna pata bhul gaye baaki jo kuchh tha muhabbat-e-siva bhul gaye kya bataayen hame kya yaad hain kya bhul gaye kya bataye kya bataye